ज़ियाँ दिल का किया

ज़ियाँ दिल का किया जो तुमसे लगाया
तो पल-पल सीने में धड़कता क्या है?

तेरी आरज़ू मुझे कहाँ बहा ले जा रही है?

ज़ियाँ = loss


शायिर: विनय प्रजापति ‘नज़र’
लेखन वर्ष: २००४

17 Responses to this post.

  1. ख़ूबसूरत!

    Reply

  2. Posted by MS on June 23, 2008 at 1:22 PM

    Typo:

    Junoon mein aur ibaadat mein naheen hai farq bepanha
    Na jaannib ho maykhana mujhe bhagvaan tou de do

    Reply

  3. Posted by MS on June 23, 2008 at 1:20 PM

    Hamein intezaar rahega tera kufr ki shab tak
    Safar katne ko iss jurm ko koi naam tou de do

    Na ummeed tere aane ki, phir bhi raah taktein hain Sameer
    Hamari iss sharafat ko koi ilzaam tou de do

    Ab kis se kahein haal kaheen rusva na ho jaye tu
    Aagaaz na ho jiska uss kahani ko koi anjaam tou de do

    Junoon mein aur ibaadat mein mere naheen hai farq bepanha
    Na jaanib gar ho maykhana mujhe bhagvaan tou de do

    Reply

  4. दोस्तों उस चश्म-ओ-लब की कुछ कहो जिसके बगैर
    गुलिस्तान की बात रंगीन न मैखाने का नाम

    फिर नज़र में फूल महके दिल में फिर शमा जली
    फिर तसव्वुर ने लिया उस बज्म में जाने का नाम

    मोह्तसिब की खैर, ऊंचा है उसी के नाम से
    रिंद का, साकी का, मय का, खुम का, पैमाने का नाम

    हम से कहते हैं चमन वाले गरीबान-ए-चमन
    तुम कोई अच्छा सा रख लो अपने वीराने का नाम

    फैज़ उनको है तकाजा-ए-वफ़ा हम से जिन्हें
    आशना के नाम से प्यारा है बेगाने का नाम

    फैज़ अहमद फैज़

    Reply

  5. Posted by MS on June 14, 2008 at 2:26 AM

    Come on..

    Mirza Ghalib wouldnt be Ghalib if there was no jaam….

    Kahan maykhane ka darwaaza aur kahan wayaz
    Bas itna jaantein hain kal woh jaata tha ki ham nikle…

    And bacchan…

    Is paar priye tum ho, madhu hai
    Us paar na jaane kya hoga?

    Reply

  6. Well, America mein to koi bhi kisi bhi baat ke liye pee leta hai! India mein aaj bhii jaam peena bura hii maana jata hai!

    Reply

  7. Posted by MS on June 12, 2008 at 11:33 PM

    Bhala jaam mein kya buraayee hai?

    Jaam yaadon ko deaden karne ke liye uthaya jaata hai, ya phir unhein kuredne ke liye….

    whatever works!

    Reply

Respond to this post